AUR PYAAR KARNA HAI LYRICS
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Beshumaar karna hai
Jab talak jahaan se
Bichhadna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Beshumaar karna hai
Abhi humein muddaton
Dil'on ki baat karni hai
Abhi bahut si baarishein
Saath guzarni hai
Woh kabhi bhi koyi ashq jo teri
Aankh bhigana chahega
Tujhse pehle in aankhon mein
Aake woh ruk jayega
Aake woh ruk jayega
Abhi tumhein aur humein
Yeh ikraar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Kayi khwahishon ko poora karna hai
Kayi dhoop chhanv se guzarana hai
Khushgawar khwaabon ko in haseen
Palkon mein utarna hai
Hum tere hi sang chalenge har kadam
Jab talak ki saanson ka chalna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
0 Comments